How To Send Stickers On Whatsapp In Hindi

How To Send Stickers On Whatsapp In Hindi: Namskar Dosto, Apka Swagat hai hamre is blog pe aaj me aapko ek kamal ki trick batane vala hun or is trick ki help se aap apne Whatsapp Messenger me Sticker ka feature add kar sakte hai. Jin Logo ke paas Whatsapp Beta hai. Unke whatsapp me sticker ka option aa gya hai lekin jinke paas ye Whatsapp beta nahi hai wo bhi is feature ko apne whatsapp me use kar sakenge to ise pura padhana.

Step 1:

How To Send Stickers On Whatsapp In Hindi

Sabse pahle aap apne mobile me koi bhi Browser ko open karle or Usme google ko open kare google ke search bar me aapko likhana hai "Whatsapp Android" or ise search kar lena hai. Search karne ke baad aapke samne jo pahli website aayegi aapko us par click karna hai.

Step 2:

How To Send Stickers On Whatsapp In Hindi

Apko wanha pe download ka button dikhega. Apko us download ke button pe click karke us Whatsapp ko download kar lena hai. Apne whatsapp me jo Whatsapp hai use bina Uninstall kiye Apko ise whatsapp ko install karna hai or ye whatsapp install ho jayega.

Step 3:


Is tarah apka whatsapp update ho jayega or aapke whatsapp me sticker ka option add ho jayega. Is tarah aap Whatsapp me Sticker ka feature add kar sakte ho.
Previous
Next Post »